No Fab Day 2, No Fab 24 day challenge
5 min ke enjoy ke liye Life Zant mat karo bhai
To yaar aapne shayd hamari pehli post padh li hogi hain na to aaj hamara day 2 hain or aaj hmm dekhane vale hain 2nd day kitne problem hame face karne hain or is chiz se kaise khud pe yakin karana hain.
Or kaise hame bachana hai ye hmm aaj dekhane vale hain..
Today
Aaj hamare life mai change
To dekho bhai aagar tum ladke ho or Brmhachaya ka palan karne ki Kasam le chuke ho to aapko pahle khud pe bharosa karna hoga .....
Aaj face karna hai hame.
1-aaj hamara man bBohat galat kam karne ke tarf bhagega ..
2- aaj hmm khud ko kuch Alag lag hi andaj mai payege ..
3- Thoda dipress feel hoga
4- Hamara babu uchal kud karega.
5- Dil zor se jada dhak dhak karega ..
( dar lagega thoda
6- master bation karne ki Bohat jada uttejana tumhe hone vali hai.
To aaj ham Etane ya to is se bhi jada chize aaj hamare sath hogi ye depend karega aapko lat kab se lagi thi ...
Aaj Hmm kya kare ...
To ...No Fab
1 -Sab se pahle hamara dil ka tukada Mobile sale ko pahle dur karo yahi hai hamare har pareshani ki jad ..
2- Galat Video Mat dekho ...
3-Agar Mobile Bohut Jada Important hain to use karo par ho sake to usme esa kuch galat Medel ko na dekho unhe dekhene se aapki utejana charan seema tak poach jaayegi or aap shayad challange pura na kar sako to hame nahi dekhaa kuch galat ok
4-Mind ko dusri taraf lagao jaha aapko achhi chize mile
5 - main point : free mat betho kuch kam karte raho kuch bhi matlab kuch bhi
6 - Aapko o jaga chodni hogi Jaha aap Masterbatio..n karte ho..
Jaise O bed o khet ya bathroom , toilet ,, in jagao se dur raho,
7 - Bhai Samay jis samay aap galt kam karte ho o time ko bilkul excise karo
8 - us samay busy raho us samay jab aap galat kam karte ho.
To dosto aapko sab samaj aaya hoga
No Fab 2 nd day Bohat Hard hota hai agar aap ise nikal lo to aap Bohat badi Jang jit jaoge.
टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें