Aaj hamara no fab challenge ka pehala din hai or yaro muze pata hai aap kya feel kar rahe honge aapke liye agle 24 hours bohat hard hai or yahi aapki aage ki life bhi banane vale hai🙃 to yaar dekho aaj hmm bohat jada tens hone vale hai aaj hmaara man bhatkega par nahiiiii use hilane se roka a hai gadhi chizo ko dekha a nahi hai aagar aaj aap ye pura kar lete ho to shayd aage ki life aaki aacjhe se chalega hamnw challange liya hai to hmm use pura karnge. Hmm. Khud hamare man ko us chiz se dur rakhenge mind ko control kar lenge chahe jo ho jaye par aaj hialana nahi ya masturbation nahi karna hai.
.aapko agale #2 din bohat hard jane vale hai par hame haar nahi manani hai samaj lo agar aapne aaj ki jang jit linto aage ki jang aapko thodi aasan ho jayegi.
Manjil ko pana hai to khud pe bharosa rakh mere dost basss ...
Important bat hai dyan rakho hame koi adult chiz nahi dekhani hai ya koi galat kam nahi karna hai to hmm khud ko roke ege
Aapka man bar bar Hialane ko karega par aako khud ko control karna hai aapko bohat bura jayega din kyuki aap aapne dimak ke oposite kar rahe ho par aaagar aaj kar lo to aapko samj lo achhe din aane wale hai
Aapko khud pe yakin rakhana hai bas ....
....bye friend milnge tomorrow Day 2ke sath
टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें